Musaira
Be-tarah aap ki yaadon ne sataya hai mujhe by Mumtaz Mirza - Vocal Manoj Agarwal.
1:40
Be Tarah - Mumtaz Mirza Vocalist: Manoj Agarwal Be-tarah aap ki yaadon ne sataya hai mujhe Chaandni raaton ne aa aa ke rulaya hai mujhe Aap se koi shikayat na zamaane se gila Mere haalaat ne majboor banaya hai mujhe Aaj phir auj pe hai apna muqaddar shaayad Aaj phir aap ne nazron se giraya hai mujhe Apne begaane hue aur zamaana dushmanBe-dimaaghi ne meri din ye dikhaya hai mujhe Kaun se dasht…