The Haunted Chronicles

Manish Bhadauriya

Yeh hai The Haunted Chronicles jahan har kahani ke peeche chhupa hai ek darawna sach. Har episode mein hum le chalenge aapko un jagahon par, jahan raat hote hi hawa bhi kuch kehti hai… Suno India ke sabse haunted places, unke paranormal experiences, aur un logon ki kahaniyan jo maut ke paar se laut aaye. Kabhi ek shraapit fort, kabhi ek bhatakta aatma, aur kabhi ek rahasya jo samay ke saath bhi nahi mita… Taiyaar ho jao kyunki yeh safar sirf kahaniyon ka nahi, andar tak hilaa dene wale sach ka hai

Listen in your app

Episodes

No episodes yet.